How to GST Entry of Mobile/Fixed asset in Tally?| मोबाईल याकोईभी संपत्ती खरेदीकि एन्ट्री कैसे करे?
HELLO FRIENDS WELCOME TO MY YOUTUBE CHANNEL
V-PAND
HOW TO DO ENTRY OF MOBILE/FIXED ASSET PURCHASE IN TALLY
EXAMPLE
SAMSUNG M31S MOBILE PURCHASE 20000 FROM ABHISHEK MOBILE.
16950
SGST 1529
CGST 1529
RS 20,000
hamane abhi tak mobile ke paise nahi diye hai jab tak hum paise de nahi dete abhishek mobile hamare liye creditor ho jayenge
yaha pe aapko gst credit ke liye jinse fixed asset/mobile purchase kiya unka gst no correct dalana hoga.
udaharan ke liye me demo gst no dal raha hu.
AAP BALANCESHEET ME FIXED ASSET ME MOBILE DEKH SAKATE HAI.
AUR SUNDRY CREDITOR ME APKO 20000 RS ABHISHEK MOBILE KE NAM SE DIKHEGA
AUR JAB HUM UNHE CASH, OR BANK SE PAYMENT KARENGE TAB SUNDRY CREDITOR KA EFFECT KHATAM HO JAYENGA BALANCE SHEET MESE.
aap MONTHLY GST 3B GST KI ENTRY DEKH SAKATE HAI ES PRAKAR AAPKO GST KA CREDIT BHI MIL JAYENGA.
AGAR YE VIDEO AAPKO ACCHI LAGI HO TOH LIKE AUR SUBCRIBE JARUR KIJIYE HAMARE CHANNEL KO.
ES VIDEO KE LIYE HAMANE TARGET RAKHA HAI 100 LIKE AUR 100 SUBCRIBERS KA TOH FATA FAT ISE PURA KAR DIJIYE LINK NICHE HAI .
https://www.youtube.com/channel/UCmOdRNaqyR-HXtzmLEYrttA
AUR APKO AGAR KISI BHI PRAKAR KI PROBLEM AATI HAI AAP MUZE COMMENT KAR KE BATA SAKATE HAI ME AAPKO JALDHI REPLY DUNGA
AUR APKO AGLI VIDEO KIS TOPIC PE CHAHIYE WO BHI AAP MUZE COMMENT ME BATA SAKATE HAI.
THANKS YOU FOR WATCHING COMPLETE VIDEO.