Superhero Origins Supergirl and Superwoman in Hindi - PJ Explained

Channel:
Subscribers:
2,200,000
Published on ● Video Link: https://www.youtube.com/watch?v=999B-fhkQhY



Duration: 5:53
159,408 views
6,766


Hello Everyone!! Is video me main aap sabko superwoman/supergirl ki origin ke bare me bataunga. Ye ek bohot hi unexpected excited origin hai jo aap sabko bohot pasand ayegi.

*Subscribe: https://goo.gl/mue696
*If you have any problem mail me: ||priyanshukalwar@gmail.com||
*Like our official FB page : https://www.facebook.com/1pjmag/
*Follow me on Instagram: @priyanshukalwar

Transcript:
Superwoman ya supergirl jis kisi bhi naam se kahiye hai to nari Shakti hi,
To is video me main aap ko supergirl ki origin ke bare me explain karunga,
Jo hai Kara Zor-el, to shuru karne se paihle
jaise ki ye ek fictional comic book character hai,
to iski kaie sari comic book origin or different versions bhi hai magar main aapko inki sabse basic version ke bare me explain karunga,
Supergirl sabse paihle superman ki comic #123 1958 me nazar ayi thi,
aur age chalke is character ko seriously le ke,
Action Comics #252 aur Crisis on Infinite Earths #7 1985 me expand yani thode large scale pe dikhaya gya,
Aap logo mese kai log is character ko shayad jante ho agar aap DC ki animated series dekhte hai,
Aur jin logo ko nahi pta unhe main btana chahunga ki supergirl superman ki cousin hai aur is super cousin k a nam Kara Zor-el hai,
Lekin ye sabse paihli supergirl character nahi hai
isse paihle bhi ek supergirl character thi aur unki kahani kuchh is tarike se thi ki,
ye tab nazar ayi jab superman ko Native American relic se sammanit kiya gya jab usne ek archaeologist ko marte-marte bchaya,
Jimmy Olsen jo ki ek archaeologist hai unhe usi rat pta chla ki totem ke andar ek power hai ki vo kisi ki bhi 3 wishes puri karsakta hai sirf us totem stone ko rub karke,
Aur suparman ne sabse paihle ek supergirl ki wish mangi aur us supergirl ke pass vo sari superpowers ho jo superman ke pass hai,
Wish puri hone ke bad superman supergirl ko use explain karta hai ki ve yeha kaise ayi aur use suparman ki life partner banne ke liye bulaya gya hai,
Fir kuchh samay bad supergirl ne superman ki identity revel kar di aur superman is bat se bohot na khush aur gusse me tha,
Aur superman supergirl se apne liye kuchh samay mangkar vha se na chala jata hai na chahte hue bhi,
Superman ke mna karne ke bavajud supergirl uska pichha nahi chhodti hai,
Aur use marne se bchati hai,
Jab kuch criminals ne Krypton se superman ko marne ki koshish ki,
Aur jaise ki supergirl ki bhi kamjori krypton hai, to uske asar me ane se aab kara zor-el bohot kamzor aur ghayal hone ke bavajud kaise bhi karke marte jite Jimmey Olsen ke ghar pohochti hai,
Aur totem se apni wish ko vapas lene ki mang karti hai,
Fir aab ye jimmy ke hat me tha ki aab ve supergirl ko vapas se gayab karde ya us krypton virus se use marne ke liye chhod de,
lekin usne kara ki bat manli,
Fir dhik isi k ek saal bad supergirl apne naye avatar ke sath wapis ayi lekin ek krypton survivor banke yani krypton virus se bachke,
superman ki tarah apne planet ke destroy hone se paihle ek space ship me kara earth ayi, aur kara ki backstory kchh superman se kayi paimano par same nazar ayi hai,
Lagta hai inke creators ne inki origin pe kuchh khas mehnat nahi ki hai,
Lekin kara ek akeli ladaki nahi thi jo us planet se survive ki thi use sath kuch aur bhi krypton vasi the,
Jab kara apne teenage ki umra me thi tab ek meteoroid shower uske ghar ke shield ko thod deta hai aur fir uske father ne ek spaceship banayi jisse ve apni beti ko use planet se bahar kar sake ki isse paihle krypton planet puri tarah se khatam ho jaye,
Jab kara ki ma uske liye ek sutable planet khoj rahi thi tabhi unhe earth pe superman nazar aya aur use dekhte hi unhe pta chal gya ki vo bhi krypton vasi hi tha,
Fir kara ko superman ke costume me hi earth pe bhej diya gya aur tabtak uske sare krypton wasi marchuke hote hai,
Earth pe superman se mille ke bad unhe jaldi is bat ka pta chaljata hai ki v eek dusare ke cousins hai,
Kyo ki undono ke father jor-el aur zor-el ek dusare ke sage bhai the,
Superman kara ko apne sath ghar le jane ke vajahe use earth ke logo ki tarah kapde paihne aur bal groom karne ko kehta hai,
Aur use ba izzat ek orphanage yani ek anathale me de deta hai,
Kyo ki vo abhi bhi ek nasamjh ladki hi hai aur uski powers earth pe use control karna nahi ata,
Aur earth pe uska naam Linda lee rakh diya jata hai,
Apni powers ko duniya se chhupake linda rat ko sheher ka jaiza lene jati hai,
Yani ek chaukidar ki naukari use earth pe milti hai, rapidly popular hone ke bad sheher ke log use guardian angel ke nam se bhi janne lagte hai,
Age ki issues me supergirl superman ko kaibar madad karte nazar ayi hai,
Aur is DC character ke pass ek live-action movie bhi hai magar,
Kharab CGI aur kam buget hone ke karan logo ne ise bohot kam pasand kiya,
Aur movie ke andar vo earth pe kisi power source ki talash me ati hai,
Age ki comics me kara superman ko bachane ki liye apne aap ko sacrifie.......







Tags:
a supergirl don't cry
a supergirl from china
a supergirl from china full movie
a supergirl song
supergirl actress
supergirl alex
supergirl alex and maggie
supergirl all episodes
supergirl and flash
supergirl and flash kiss
supergirl and superman
supergirl and wonder woman
supergirl anna naklab
supergirl from china
supergirl kiss
supergirl movie
supergirl promo
supergirl season 2
supergirl trailer